NOOR-O-BASHAR-KA-BAYAN
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 NOOR O BASHAR KA BAYAN 🥀*
🅿ART :-8⃣
🔮 ☞ Hadees Hazrat Jabir RaddiAllah hu tala Anho say marvi hai keh SARKAR E AZAM Alaihisslam nay irshad farmaya ay Jabir (RaddiAllah huta’ala Anho) be shaq Allah ﷻ Ta’ala nay sub Ashiya (things) say pehly tere Nabi ﷺ Alaihisslam ka NOOR apnay NOOR (keh faiz) say paida farmaya.
📚 Bahawala= Mawahib eLudonya, Zarqani Sharif Jild 1 page no 42
🔮 ☞ Hadees Hazrat Ibne Abbas RaddiAllah tala Anho bayan kerty hain aik raat main apni Khala Syeda Maimona RaddiAllah Tala Anha keh therah (stay) gaya (Imam Muslimfarmaty hain) is keh baad poora qissa hai. Ta hum is main chehry (face) aur bazo (Arm) dhonay (wash) ka ziker nahe hai bal keh yeh mazkoor hai keh Aap Alaihisslam mashkeezy keh pas tashirf laye is ka muh (Mouth) kholaaur darmiyany drjy ka wazu kiya phir App Alaihisslam bister per ja ker so gaye. Phr dobara baidar hue, mashkeezy ke pas aye aur mukamilwazu kiya (Muslim farmatyhain is riwayat main dua ke alfaz main) mujy NOOR bana dy, ke bajae “mery NOOR mai izafa ker dy” key alfaz hain....
📚 Bahawala = Muslim Sharif Jild 1 Book Salah wal Musafireen w Qasar ha, Raqam al Hadis1693 Page 596
※※◈◈※※◈◈※※◆◆◆※※◈◈※※◈◈※※
To be Continued....
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/ERGah4bKksUIHdlxfhJuBz
Comments
Post a Comment